Bechain Dil ❤️
Teri yaad me pal pal aahe bharta hu Na jita hu na marta hu khwabo me dekha karta hu Fb aur whatsapp par intjar bhi mai karta hu yaad me pal pal aahe bharta hu Teri Na jita hu na marta hu Ek din ki bas duri hai Par dil ki ye majburi hai Tumko bin dekhe na chain mile Ab to milna bhi jaruri hai Milo ki ye duri hai Aur samay ki bhi majburi hai Ek din ek barash sa lage Isliye to call karna bhi jaruri hai Tumko bin dekhe na chain mile Ab to milna bhi jaruri hai Dedicated to my Love ❤️ Love you janu