Bechain Dil ❤️
Teri yaad me pal pal aahe bharta hu
Na jita hu na marta hu
khwabo me dekha karta hu
Fb aur whatsapp par intjar bhi mai karta hu
yaad me pal pal aahe bharta hu
Teri Na jita hu na marta hu
Ek din ki bas duri hai
Par dil ki ye majburi hai
Tumko bin dekhe na chain mile
Ab to milna bhi jaruri hai
Milo ki ye duri hai
Aur samay ki bhi majburi hai
Ek din ek barash sa lage
Isliye to call karna bhi jaruri hai
Tumko bin dekhe na chain mile
Ab to milna bhi jaruri hai
Dedicated to my Love ❤️
Love you janu
Comments
Post a Comment